Ab jo roothe to kabhi manaana nahi ja kar
Seh lain ge dukh osey sunaanaa nahi ja kar
Lot jye ga zaroor agr wo mera huwa
Aj se teh huwa khud bulaana nahi ja kar
Osey chaha he osey chahte rhain ge
Us k dil main kya he aazmana nahi ja kar
Miley to barsa dain ge payar us par "Mohsin"
Nahi to haal e dil b batana nahi ja kar