Baray Hi Sarfarosh

Baray hi sarfarosh hua kartay hain,
Haqeeqton ki aaghosh hua kartay hain,
Meri chup se naraz na hua kar,
Gehray samandar hamesha khamoosh hua kartay hain.

No comments:

Post a Comment