Kisi se pyar krta hun
Hamesha har jata hun
Main jitni Baar Krta hun
Hamesha Haar jata hun
Kabhi sham se pehle kisi jana ki Aankhon se
Yeh Aankhain 4 karta hun
Hamesha har jata hun
Kabhi kisi mehfilmain wafa ki guftugu pr
Jb Tkrar karta hun
Hamesha haar jata hun
Nigahon main to dusron se bazijeet jata hun
To jb izhar krta hun
Hamesha haar jata hun
K shayad is dfa koi mujhe apna bana le ga
Hamesha pyar krta hun
Hamesha haar jata hun
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment