Maa tu shidat se yaad ati hai
Jab
Raat ka andhera cha jata hai
Jab tanhaiyon ka daira jam jata haiJab mein......bhataqti hun
Rooti hun to.....yah jab
Naya zakham lagata hai koi
Be-terhan mujh ko satata hai koi
Teri yaad phir bara rulati hai
Maa tu shidat se yaad ati hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment