Poocha k rooh jism se nakalti hai kis tarah?
Haathon sai us nai haat chura kar dikha dya,
Poocha k meshar sai pehly qayamat hai kya?
Apne chehry sai usne nakaab hata kar dikha diya,
Poocha k her taraf ye khizaan ci kisi lagti hain?
Mehfil se usne khud ko utha kar dikha diya,
Poocha k kun sa hai 1 diya jo hawa sai na bhuj sakta,
Diya usne wafa ka jala kar dikha dya,
Poocha k aakhir ye hasad hai kya cheez?
usne kisi or ko apna bana kar dikha dia
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment