Mere Dukh Ki Koi Dawa Na Karo

Mere dukh ki koi dawa na karo
Mujh ko mujh se abhi juda na karo
Nakhuda ko khuda kaha hai to phir
Doob jao, khuda khuda na karo
Ye sikhaya hai dosti ne hamay
Dost banakar kabhi wafa na karo
Ishq hai ishq, ye mazak nahi
Chand lamhon may faisala na karo

No comments:

Post a Comment