Rakht se Safar ban ke chala
Safar mai aik humsafar saath mai chala
chalty ,chalty hum taak gaya safar mai
Najane kiyn Woo mere hatton ko thaam kar chala
Hum ny khushwaish jo ki saath chalne kii
Haste huwa apni aankhoon kay diye mere nam karta chala
Chahte hoi b ess ka dil mai toor naa sakii
Kuch ess tarah woo mere maziloon parr gamzan hooker chala
Kiyn Lagta tha k mere manzil us ki sadaqat hay
Apni taman mohabbat ke naam mjhe jaan kar chala
Manzil taak poochooch kar woo ejazat ka talab garr bana
Uss ka inteshaar barha
Sath diya hay safar mai too ther kiyn nahi jate
Uss ne kaha k hum tumhare hain tum see door nahi jate
Zindagi ka safar aur mout ki dagar saath chalygai
Muskura kar woo mjhe hasne ki talqeen karta chala
Main mar chali uss k ess andaz parr
Wo mere ghamoo ki sheddaton ko apna maan kar chala
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment