Wafa ruswa nahi karna
Suno aisa nahi karna
Mai pehle he akela hun
Muje tanha nahi karna,
Judai aa b jaye to ye dil chota nahi karna
Bohat musroof ho jana
Mujhe socha nahi karna,
Bharosa bhi zarori hai
Magar
Sub ka nahi karna
Muqadar to muqadar hai
Kabhi shikwa nahi karna
Meri takmeel tum se hai
Muje aadha nahi karna!!!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment