Ankhon Mein Jagta Hai Sada

Ankhon mein jagta hai sada ghum Hussain (A.S) ka
Seenay mein saans leta hai matam Hussain (A.S) ka
Matti mein mil gaye hain iraaday Yazid ke
Lahra raha hai aaj bhi parcham Hussain (A.S) ka

No comments:

Post a Comment