Baiyat Ya Sar, Yehi Taqaza Tha

Baiyat ya sar, yehi taqaza tha Yazid ka
Hussain (A.S) ne usay bhi mayoos nahi kya
Baiyat na ki Hussain (A.S) ne, sar apna de dia
Is dar say tu Yazid bhe khali nahi gaya

No comments:

Post a Comment