Tujh Se Harain Ke Tujhy Maat

Tujh se harain ke tujhy maat karain
Tujh se khushbo ke marasim hain tujh se kaise kahain
Meri soochoon ka ufak teri mohabbat ka fasoon
Mere jazboon ka dil teri inayat ki nazar
Kaise khawaboon ke jazeeron ko hum ta raaj karain
Tujhe ko bhool ke kaise yaad karain
Ab koi aur nahi meri tamana ka dil
Ab to baqi hi nahi kuch ,jisay barbaad karain
Teri takseem kisi tor humain manzoor na thee
Phir sar zam jo aaye to the daman aaye
Chun liya dard maseeha
Teri dil dar nagahi ke ghoz
Hum ne jee har day lut bhi gaye
Kaise mumkin hai bhala
Khud ko teri sehar se azad karain
Tujhe ko bhoolain ke tujhey yaad karain
Is kadar sahal nahi meri chahat ka safar
Hum ne kaantay bhi chunay roh k azad bhi sahay
Hum se jazboon ki shara ho na saki kya kartay
Bas teri jeet ki khawahish ne kiya hum ko nidhaal
Ab iss sooch mein guzrain gay may vasaal maray
Tujh se harain ke tujhey maat karain

No comments:

Post a Comment