Zindagi main who baat nahi hai
Kyun keh who meray saath nahi hai
Us kay pyaar bina dil ki zameen sookhi hai
Ek wohi mukhlis thi sari duniya rookhi hai
Ghar jab loton who nigahain dhoondta hun
Sama jaon jin main who bahain dhoondta hun

No comments:
Post a Comment