Yun he ranjishoun main guzar gayi
Kabhi wo khafa kabhi main khafa,
Usi mor k har mor pe,
Kabhi wo ruka
Kabhi mai ruka
Wohi raastay,wohi ham safar,
Na use khabar na mujhe pata
Apni apni anaa mai gum
Kabhi wo juda
Kabhi main juda.......!!!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment