Apni tanhaaiyon say pocha hai
Shab-e-hijraan say baat karli hai
Mera ander ki sehmi khamoshi
Mera bahir ka hansta chehra bhe
Rat ke sansnatay lemhay bhe
Din ka dasta hoa ujaala bhe
Zabt ka toota ye bandhn bhe
Sabar ka chota ye daman bhe
Us ki yaaden bhe kuch isharon mein
Mujh ko majboor kar rahay hein sab
Aao us k paas chaltay hein
Us say kehtay hein kuch dawa kar day
Apni fitrat ko chor kar ik pal
Koi wada to tum wafa kar do
In ki baaton sya kuch nahi hoga
Aakhri feysla to dil ka hay
Dil ye kehta hay is say milnay say
Apni tanhaaiyan he achi hain
Ab akelay mein lag gia hay ye dill
Us Say milnay Hamein nahi Jana
Us ki Baten,udaas kardengi .......!
Shab-e-hijraan say baat karli hai
Mera ander ki sehmi khamoshi
Mera bahir ka hansta chehra bhe
Rat ke sansnatay lemhay bhe
Din ka dasta hoa ujaala bhe
Zabt ka toota ye bandhn bhe
Sabar ka chota ye daman bhe
Us ki yaaden bhe kuch isharon mein
Mujh ko majboor kar rahay hein sab
Aao us k paas chaltay hein
Us say kehtay hein kuch dawa kar day
Apni fitrat ko chor kar ik pal
Koi wada to tum wafa kar do
In ki baaton sya kuch nahi hoga
Aakhri feysla to dil ka hay
Dil ye kehta hay is say milnay say
Apni tanhaaiyan he achi hain
Ab akelay mein lag gia hay ye dill
Us Say milnay Hamein nahi Jana
Us ki Baten,udaas kardengi .......!
No comments:
Post a Comment